Wednesday, November 9, 2011

Jo bhi mai ....from Rockstar Very Easy Chords

(Em)Jo bhi main (Em)Kehna chahoon
(G)Barbad kar  (Em)Alfaaz mere... Alfaaz mere

(Em)O ya ya
(D)Ya ya ya
(Em)Ya ha haaa
(D)O o o

(G)Kabhi mujhe Lage ki jaise,
(D)Sara hi yeh jahan hai jaadu,
(Am)Jo hai bhi aur Nahi bhi hai yeh
(D)Fiza, Ghata, Hawa, Baharein

(G)Mujhe.. Kare.. (D)Ishare yeh..
(Am)Kaise..Kahoon....
(D)Kahani main innki

(Em)Jo bhi main.....(Em)Kehna chahoon
(G)Barbad kare... (Em)Alfaaz mere...Alfaaz mere

(Em)O ya ya
(D)Ya ya ya
(Em)Ya ha haaa
(D)O o o


(G)maine ye bhi socha hai aksar
(D)tu bhi main bhi sabhi eshishe
(Am)khudhi ko hum sabhi main dekhein
(D)nahin hoon main hoon main toh phir bhi

(G)sahi.. Galat (D)Tumhara main
(Am)mujhe paana
(D)paana hai khud ko

(Em)Jo bhi main.....(Em)Kehna chahoon
(G)Barbad kare... (Em)Alfaaz mere...Alfaaz mere

Monday, September 26, 2011

Tune Mujeh Pehchana Nahi ...Chords.. From..Raju Chacha

Am D Am D


Hmmmm.... Hmmmmmmm



Intro

e ------------------------------------------------------------------------


B--------5--3--1--0---5--3-----------3----------------------------------

G-----2-------------2--------2--4--5---4--0-----2--------------------

D---------------------------------------------3--------------------------

A

E




Am G

Tune mujhe pehchana nahi

D F

Jana main koi anjana nahi

C D

Aashiq hoon main tere naam ka

E E

Deewana hoon main deewana nahin



Am D F  Am

Hmmmm...... Hmmmmm



Am B

Naam batake tu kehti hain

Am B

Tu woh nahi koi aur hain

G A
Tune di thi yeh anguthi

C D

Yeh kehti hain tu hai jhuthi



Am D F Am

Hmmm...... Hmmmmmm

Monday, September 19, 2011

Chords : Ye Hai Bombay Meri Jaan


F# B C# B


Aye dil hai mushkil jeena yahan

B C# B F#

Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan

F# B C# B

Ha haa, ha ho ho, ho hi haa ha haa

B C# B F#

Hm hm hm hm, hm hm hm , hm hm hm hm hm

Aye dil hai..


F# B

(Kahin building kahin traame, kahin motor kahin mill

B C# F#

Milta hai yahan sab kuchh ik milta nahin dil) -2

B C# B F#

Insaan ka nahin kahin naam-o-nishaan

B C# B F#

Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan

Aye dil hai..


F# B

(Kahin satta, kahin patta kahin chori kahin res

B C# B F#

Kahin daaka, kahin phaaka kahin thokar kahin thes) -2

B C# B F#

Bekaaro ke hain kai kaam yahan

B C# B F#

Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan

Aye dil hai..


F# B

(Beghar ko aawara yahan kehte has has

B C# B F#

Khud kaate gale sabke kahe isko business) -2

B C# B F#

Ik cheez ke hain kai naam yahan

B C# B F#

Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan

Aye dil hai..


F# B

(Bura duniya woh hai kehta aisa bhola tu na ban

B C# B F#

Jo hai karta woh hai bharta hai yahan ka yeh chalan) -2

B C# B F#

Tadbeer nahin chalne ki yahan

B C# B F#

Yeh hai Bombay, yeh hai Bombay, yeh hai Bombay meri jaan


Aye dil hai mushkil jeena yahan

Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan


F# B C# B

Aye dil hai aasaa jeena yahan

B C# B F#

Suno mister, suno bandhu, yeh hai Bombay meri jaan

Aye dil hai mushkil jeena yahan

Zara hat ke zara bach ke, yeh hai Bombay meri jaan

Chords : Woh Shaam Kuch Ajeeb Thi

D#...A#...................D#.......A#............. ..............


vo shaam kuchh ajeeb thi, ye shaam bhi ajeeb hai

D#..........................................A#.... ................

vo kal bhi paas paas thi, vo aaj bhi kareeb hai



A#................................................ ............D#........

jhuki hui nigaah me, kahi meraa Khayaal thaa

A#................................................ ..........D#..........

dabi dabi haNsi me ik, haseen saa savaal thaa

Cm................................................ ........D#...................

main sochataa thaa, meraa naam gunagunaa rahi hai vo

.....A#........................................... ...........D#................

na jaane kyu lagaa mujhe, ke muskuraa rahi hai vo

D#..A#....................D#......

vo shaam kuchh ajeeb thi ...

Guitar Chords : EHSAAN TERA HOGA MUJH PAR----Mohd. Rafi

E………………………Dbm………E…
ehsaan tera hoga mujh par
……B……F#…………………E……………….
dil chahta hai woh kehne do mujhe
E……………………………………..A………
tumse mohabbat ho gayi hai mujhe
B……………………. F#………E……..
palko ki chaav mein rehne do) (2)
E………………………Dbm……E…
ehsaan tera hoga mujh par

E…………………….Dbm…B………………A…..E….
tumne mujhko hasna sikhaaya ho (2)
F#….B7……… A……..…E…..
rone kahoge ro lenge ab (2)
E………………………Dbm………E………..
aansoo ka hamaare gham na karo
……B……F#…………………E……………….
woh behte hai to behne do mujhe
E……………………………………..A………
tumse mohabbat ho gayi hai mujhe
B……………………. F#………E……..
palko ki chaav mein rehne do
E………………………Dbm……E…
ehsaan tera hoga mujh par

Friday, September 16, 2011

तुम्हारी मोहब्बत में पागल हुऐ कई आशिक देखे है...आज इस मुर्दे की तरफ भी देख लो..जिसकी तुम्हारी ऑंखो ने जान ली है!

Saturday, September 3, 2011

Ek Puchhana hai ......

"Mere mulk me maut bimari se jyada dhamako se hoti hai,

fir koi maa apne bete ki lash dekh ke roti hai .......

koi baap apni beti ki raah dekhta rehta hai .....

koi bhai apni behan ke jane ka dukh hamesha sehta hai ......

aise halath me sarkar PIDITO ko jaroor muafza deti hai ......

par sawaal hai ke ....in masoomo ko hi kyo ye saza hoti hai

Jab se Sarkar ne ki hai ...is Aatankwaad ke khilaf Jung Shuru...

Tab se Zinda hai wo darinda Afzal Guru.....

Aur ab 3 saal se mang rahi hai ..hamari Janata ek hi Hisab ....

Kab latkega....kab latkega wo Ajmal Kasaab.

Kyoki...

Mere mulk me maut bimari se jyada dhamako se hoti hai,

fir koi maa apne bete ki lash dekh ke roti hai ......
---- Saket Patrikar

Monday, July 18, 2011

Senorita.....From Zindagi Na Milegi Dobara...

Beautiful Song.......Derived the meaning of spanish words from internet......don't know if its correct or not......but the Chords are perfect.....please give it a try....

==================================

A............................
(¿quién eres tú? ) who are you?
A............................
(¿dónde has estado?) where have you been?
A.....................................Bm.....
(he removido cielo y tierra y no te encontré)
i’ve moved the heaven and the earth but i couldn’t find u
Bm..................................
(y llegas hoy) but you arrive today,
Bm..........................
(tan de repente) so suddenly,
Bm...............E....................A..........
(y das sentido a toda mi vida con tu querer)
and you give meaning to my whole life with your love
A..............
na main samjha…
A.............
na main jaana…
A......................Bm............
jo bhi tumne mujhse kaha hai señorita
Bm............
magar fir bhi,
Bm............
na jaane kyun,
Bm.........E.................A.......
mujhe sun ke achha laga hai señorita
A.........D...........................
(no desvíes la mirada) don’t look away
Bm................A............
(quédate cerca de mí) stay close to me
A.......................D......
mujhko baahon mein tum ghero
Bm...........A......
samjhi na señorita
F#m.........Bm............A.....
chaahat ke do pal bhi mil paaye
C#........................A.....
duniya mein ye bhi kum hai kya
F#m.......Bm.............A....
do pal ko to aao kho jaayein
C#......................A..............
bhoolein hum hota ghum hai kya señorita
Bm.................
suno suno, señorita
C#................
kehte hain hum kya
A.......................
(jamás podré) i will never
(interpretar) understand
(el sentado de las palabras que me dedicas)
the meaning of word you dedicate to me
(perl el calor) but the warmth
(de tu mirar) of your gaze
(me hace sentir combo la más bella señorita)
makes me feel like the most beautiful
(señorita)

nigaahon ne, nigaahon se
kahi armaano ki dastaan hai
señorita
ke chaahat ki,
mohabbat ki
saari duniya mein ek hi zubaan hai
señorita
mujhse ab nazar na phero

aao paas tum mere
mujhko baahon mein tum ghero
samjheen na
señorita

chaahat ke do pal bhi mil paaye
duniya mein ye bhi kum hai kya
do pal ko to aao kho jaayein
bhoole hum hota ghum hai kya
señorita suno suno, senorita
kehte hain hum kya

F#...........D....
jo bhi pal beeta
B.........E.....
hey señorita
G...................D......
har pal tumne hai dil jeeta
E..................A........
bus itni si to baat hai

(no desvíes la marada) dont look away
(quédate cerca di mí) stay close to me
mujhko baahon mein tum ghero
samjhi na, señorita
chaahat ke do pal bhi mil paaye
duniya mein ye bhi kum hai kya
do pal ko to aao kho jaayein
bhoole hum hota ghum hai kya
chaahat ke do pal bhi mil paaye
duniya mein ye bhi kum hai kya
do pal ko to aao kho jaayein
bhoole hum hota ghum hai kya

Sunday, July 17, 2011

Lag Ja Gale ke fir ye ...Lata Didi...Chords

G------------------------------------Am
lag ja gale,ke fir yeh haseen raat ho na ho
C------------D-----------C-----------G-
shayad fir is janam main, mulakat ho na ho
G-----------------
lag ja gale,fir...............




G--------------Am------C-------D------G--
humko mili hain aaj yeh, ghadiyan naseeb se
G--------------Am----C-----D-----G--
ji bhar ke dekh lijiye, humko kareeb se
G-----------------------------------Am
fir aapke naseeb main, yeh baat ho na ho
C------------D-----------C-----------G-
shayad fir is janam main, mulakat ho na ho
G-----------------
lag ja gale,fir...............

Friday, July 15, 2011

Maa from Tare Zameen Par...Chords

C          F
Main Kabhi Batlata Nahin
G C
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
C F
Yun To Main,Dikhlata Nahin
G C
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
F G C
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
F G C
Tujhe Sab Hain Pata.....,Meri Maa
C F
Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
G
C
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
C
F
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
G C
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
F
G C
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
F
G C
Kya Itna Bura..... Meri Maa
C F
Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
C G C
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
C
F
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
C
G C
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa
C F
Unse Main Yeh Kehta Nahin
G C
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
C F
Chehre Pe Aane Deta Nahin
G C
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
F G C
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
F G C
Tujhe Sab Hain Pata.....,Meri Maa
C F
Main Kabhi Batlata Nahin
G
C
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
C F
Yun To Main,Dikhlata Nahin
G C
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
F
G C
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
F G C
Tujhe Sab Hain Pata.....,Meri Maa

Saturday, July 9, 2011

Chords for "Waqt Ne Kiya......Kya Haseen Sitam"

E...F#..............A...............
Waqt ne kiya kya haseen sitam
..............E..................F#.......
Tum rahe na tum, ham rahe na hum
E................F#
Waqt ne kiya
F#..................B.........
Beqarar dil is taraha mile
.........F#............E.........F#....
Jis taraha kabhi ham juda na the
...........B...........................F#m.....
Tum bhi kho gaye, ham bhi kho gaye
E..............................F#
Ek raah par chalke do quadam
E...F#........
Waqt ne kiya...

Monday, June 13, 2011

Haale dil kehne ke liye jubaan ki jarurat nahi hoti ......kuch baate aankho se hi bayaan ki jaye to ruh tak jati hai

Sunday, May 8, 2011

Jab unki taraf aankh uthake dekha to kuch kehne ki himmat nahi hui........aaj jab saanso ka hisab kar rahe hai.....tab har saans me wahi mehsoos ho rahi hai - Saket